Diwali Messages In Hindi

Are You Searching For Diwali Messages In Hindi To Share With Your Beloved One.? Then You Are At A Perfect Place Where You Can Discover Wide Range Of Hindi Diwali Messages 2024 Which Will Help You Express Your Feelings With Your Beloved Ones. Enjoy Meaningful And Insightful, Amazing Diwali Messages In Hindi.You Can Share Your Favorite Diwali Messages In Hindi To Your Friend Via WhatsApp, Facebook, Twitter Or Any Other Platform Of Your Wish.

diwali messages

Deepak Ka Prakash…

Deepak Ka Prakash Har Pal Aapke Jeevan Mein Ek Nayi Roshni De,
Bas Yehi Shubh Kaamna Hai Hamari Aapke Liye Diwali Ke Is Paawan Avsar Par.


Gul Ne Gulshan Se…

Gul Ne Gulshan Se Gulfam Bheja Hai,
Sitaro Ne Gagan Se Salam Bheja Hai,
Mubarak Ho Apko Ye Diwali.
Humne Tahe Dil Se Yeh Paigam Bheja Hai.


Khoob Meethe Meethe Pakwaan…

Khoob Meethe Meethe Pakwaan Khayen,
Sehat Mein Chaar Chaand Lagayen,
Log To Sirf Chaand Tak Gaye Hain, Aap Use Bhi Upar Jayen.
Diwali Ki Shubhkamanayen.





Laxmi Aayegi Itni…

Laxmi Aayegi Itni Ki Sab Jagah Naam Hoga,
Din Raat Vyaapar Badhe Itna Adhik Kaam Hoga,
Ghar Pariwaar Samaj Mein Banoge Sartaaj,
Yeh Hi Kaamna Hai Hamari Aap Ke Liye.


Deep Ka Ujala…

Deep Ka Ujala, Patako Ka Rang,
Dhoopon Ki Khushbu, Pyar Bhare Umang,
Mithai Ki Swad, Apno Ka Pyar,
Mubarak Ho Aapko, Deepavali Ka Tyohar.


Sri Ram Ji Aapke Ghar…

Sri Ram Ji Aapke Ghar Sukh Ki Barsat Karen,
Dukhon Ka Naas Karen.
Prem Ki Phuljhari Wa Anar Aapke Ghar Ko Roshan Kare.
Roshni Ke Diye Aapki Jingagi Me Khusiya Layen.


Roshan Ho Deepak…

Roshan Ho Deepak Sara Jag Jagmagaye,
Liye Sath Sita Maiyya Ko Ram Jee Hain Aaye,
Har Shahar Yu Lage Mano Ayodhya Hoaao,
Har Dwar Har Gali Har Mod Pe Hum Deep Jalaye.
Happy Diwali


Ek Dua Mangte Hain Hum…

Ek Dua Mangte Hain Hum Apne Bhagwan Se Chahte Hai Aapki Khushi Pure Imaan Se,
Sab Hasratein Puri Ho Aapki, Aur Aap Muskaraye Dil-O-Jaan Se!!
Diwali Mubarak.


Har Dam Khushiya Ho Sath…

Har Dam Khushiya Ho Sath,
Kabhi Daman Na Ho Khali Hum Sab Ke Taraf Se,
Shubh Deepawali Mere Yaar…





Aai Aai Diwali Aai…

Aai Aai Diwali Aai, Saath Me Kitni Khushiya Laayi,
Dhoom Machao, Mauj Manao,
Aap Sabhi Ko Diwali Ki Badhai.


Pal Pal Sunhare Phool Khile…

Pal Pal Sunhare Phool Khile,
Kabhi Na Ho Kaanto Ka Saamna,
Jindagi Aapki Khushiyo Se Bhari Rahe,
Dipawali Par Humaari Yahi Shubhkamna.


Diwali Parva Hai Khushio Ka…

Diwali Parva Hai Khushio Ka, Ujalo Ka, Laxmi Ka….
Is Diwali Aapki Jindagi Khushio Se Bhari Ho,
Duniya Ujalo Se Roshan Ho,
Ghar Par Maa Laxmi Ka Aagman Ho.


Andhera Hua Dur Raat Ke Saath…

Andhera Hua Dur Raat Ke Saath,
Nayi Subha Aayi Diwali Leke Sath.
Ab Ankhne Kholo Dekho Ek Msg Aayi Hai
Diwali Ki Subh Kamna Sath Layi Hai.


Diwali Aa Rahi Hai…

Diwali Aa Rahi Hai,
Roshni Chaa Rahi Hai, Choro Sab Problems,
Zindagi Muskura Rahi Hai.


Charo Aur Diya Jalao….

Charo Aur Diya Jalao….
Apne Ghar Ko Khub Sajao…..
Aaj K Rat Patakhen Jalao…..
Diwali Ko Achhi Tarah Manao.


Diwali Aai Masti Chhahi…

Diwali Aai, Masti Chhahi,
Rangi Rangoli, Deep Jalaye, Dhoom Dhadaka,
Chhoda Phataka, Jali Phuljadiyan, Sabko Bhaye.


Diwali Ke Subh Avsar Par…

Diwali Ke Subh Avsar Par Sab Ko Subh Kamnaye.
Is Tyohar Per Apko Hazaro Khusi Hasil Ho.
Asatya Per Hamesha Satya Ki Jeet Ho.
Chahe Aap Kahin Bhi Rahe Hamesha Apno Ka Sath Ho.


Is Diwali Par Hum Yeh Praathana…

Is Diwali Par Hum Yeh Praathana Karte Hain Ki
Bhagwaan Aapko Shanti, Shakti, Sampati, Swarup, Saiyam,
Saadgi, Safalta, Samridhi, Sanskar, Swaasth, Sanmaan,
Saraswati, Aur Sneh, Sadaiva Pradaan Karen.





Dhamako Ki Starting…

Dhamako Ki Starting, Patakho Ki Bauchar,
Suraj Ki Kirane, Apno Ka Pyaar,
Mubaarak Ho Aapko Dipawali Ka Tyohaar,
Jiwan Main Ho Khushiya Apar.


Pal Pal Sunhare Fool Khile…

Pal Pal Sunhare Fool Khile,
Kabhi Na Ho Kaanto Ka Saamna,
Jindagi Aapki Khushiyo Se Bhari Rahe,
Dipawali Par Humaari Yahi Shubhkamna.


Diyo Ki Roshni Se…

Diyo Ki Roshni Se…
Jagmaga Rahi Hain Raat…
Patakho Ke Jadu Se Saj Gaya Aakash…
Rangoli Me Bikhra Hain…
Rang Khushiyon Ka…
To Nacho Gaoon Jashan Manao…
Deepawali Khub Chav Se Manao.


Raat Amaavas Ki To Kya…

Raat Amaavas Ki To Kya,
Ghar-Ghar Hua Ujaala.
Saje Kangure Deepshikha Se,
Jyon Pehne Ho Mala.
Man Mutav Mat Rakhna Bhai,
Aayi Diwali Aayi!


Lakhsmi Ka Hath Ho…

Lakhsmi Ka Hath Ho,
Saraswathi Ka Sath Ho,
Ganesha Ka Niwas Ho,
Aapke Jeevan Mai Prakash Hi Prakash Ho.


Jagmag Thaali Sajao…

Jagmag Thaali Sajao,
Mangal Deepon Ka Jalao,
Apne Gharon Aur Dilon Mein Aasha Ki Kiran Jagao.
Khusiyon Aur Samruddhi Se Bhara Ho Aapka Jeevan,
Isi Kaamna Ke Saath Shubh Deepavali.


You may also like...

Free Shipping on Orders Over $50! Visit W3Schools